Online pesy kamany ke asaan triky
- Get link
- X
- Other Apps
3 AASAN TARIKO SA PAISA KASA KAMAI IN URDU HINDI
Is tutorial me mai aapko bataunga Online paise kaise kamaye, Jisko hum apne ghar baithe kar paisa kama sakte hai. Kya hona jururi hai 1 Computer ya Laptop 2 Internet Connection. 3 Computer or Internet ka basic knowledge. 4 Time. Agar apke pass upar di gai chije hai to aap Online Paise aasani se kama sakte hai. Kaise Online Paise Kamaye : Online internet se paise kamane ke kai sare tarike hai. Lekin mai aapko 3 tarike bataunga jo sabse aasan hai. Or paise kamane me aserdaar hai. • 1. Blog (Website) bana kar paise kamaye 2 Youtube per video upload karke paise kamaye
3. Affiliate Marketing karke paise kamaye. • 1. Blog(Website) Bana Kar Paise Kaise Kamaye: Online paise kamane me sabse aserdaar option hai apna khud ka blog website banake usko AdSense se monetize karke paisa kamana hai. Blog banane ke liye aap. 1. Blogger.com. 2. Wordpress.co m. In 2 platform pe aap blog banaye. Kyunki ye dono platform ka SEO bhut acha hai. Blog banane ke baad aapko original content wale topic per post karni hai. Jab aapka blog 6 mahine purana ho jayega tab aap AdSense ke ad apne blog per laga kar paise kama sakte hai. Adsense tab hi aprove hota hai jab aapke Blog Website per kamse kam 900 visitor per day aate ho. Aap YouTube ke jariye bhi AdSense account aprove kar sakte hai. •

Online paisa kamana in urdu
2. Youtube Se Paise kaise kamaye. Dusra tarika hai Youtube me Video Upload kar ke usko Monetize kar AdSense se connect karna hai. Sabse phele aapko YouTube per Channel banana hoga. Fir Aapka YouTube channle per kamse kam 1 HD Video jo aapne khud banaya hoga usko upload karna hai. tabhi aapko apne video per AdSense monetize karte aayega. Ab aapka jobhi video dekhga usko AdSense ke ad bhi dikhege or uske aapko paise milenge. • 3. Affiliate Marketing karke paise kaise kamaye. Ye tarike se aap apne Blog per Amezon, eBay, Sanpdel ke ad laga sakte hai. Ager koi in ad per click karke us saman ko buy karta hai to aapko us samaan ka 60 se 70 persent aapko milta hai. Affiliate marketing karte samay aap ek baat ka dhyan rakhe is per aap tab hi success ho sakte hai jab aapke blog per achi traffic aati ho. Ye jankari aapko kaise lagi ye aap niche diye hue comment box me comment karke jarur bataye. Is traha ki jankari ke liye urdu me help ko Subscribe karna na bhule.
- Get link
- X
- Other Apps
Comments
Post a Comment